आदि तू, और अनंत भी तू है,
मैं भी तू, और तू भी तू है।
सृष्टि तू, ब्रह्मांड भी तू है,
जीवन तू, और काल भी तू है।
प्रगति तू, विध्वंस भी तू है,
संहार भी तू, निर्माण भी तू है।
निडर भी तू, और डर भी तू है,
हार भी तू, और जीत भी तू है।
हँसना तू, विलाप भी तू है,
प्रेम भी तू, और हृदय भी तू है।
रोग भी तू, और वैद्य भी तू है,
योगी तू, आनंद भी तू है।
नाम ‘शिवा’ में, छुपा है सब कुछ,
कुछ भी नहीं, और सब कुछ तू है।
Aadi tu, aur Annant bhi tu hai,
Main bhi tu, aur tu bhi tu hai
Shrishti tu, brahmand bhi tu hai,
Jivan tu, aur kaal bhi tu hai
Pragati tu, vidhwansh bhi tu hai,
Sanhar bhi tu, nirman bhi tu hai
Nidar bhi tu, aur dar bhi tu hai,
Haar bhi tu, aur Jeet bhi tu hai,
Hansna tu, vilaap bhi tu hai,
Prem bhi tu, aur Hriday bhi tu hai
Rog bhi tu, aur Vaidya bhi tu hai,
Yogi tu, aanand bhi tu hai
Naam Shiva mein chhupa hai sab kuch,
Kuch bhi nahi, aur sab kuch tu hai.
You are the beginning and the infinite,
You are me, and You are You.
You are creation, and the universe,
You are life, and You are the end.
You are progress, and You are destruction,
You are dissolution, and You are rebirth.
You are fearless, and You are fear,
You are defeat , and You are victory.
You are laughter, and You are lament,
You are love, and the heart itself.
You are the illness, and You are the cure,
You are the hermit, and You are bliss.
The name ‘Shiva’ holds all that exists,
You are nothing, and yet, You are everything.

