मेरी बर्बादी से तुम्हें मिलती है ख़ुशी तो, यही सही
हम कौन सा यहाँ अपनी ख़ुशी के लिए आये हैं।
Meri Barbaadi Se Tumhen Milti Hai Khushi, To Yahi Sahi
Hum Kaun Sa Yahan Apni Khushi Ke Liye Aaye Hain.
If my downfall brings you joy, I am fine with it
My dear, I am not here for my pleasure, anyway.
Main iss Dunia mein waise bhi Dusron ko khushi dene ke liye hi aayi hun, agar meri barbaadi tumhare khushi ka karan hai, to main usmein bhi khush hun. (I find happiness in others’ joy, even if it means my demise. It’s okay if my misery brings you joy.)






Leave a Reply